Saturday, June 27, 2020



Corona Dakar tune aaj narsanhar karate hai, vivswa jagat k andar khud ka band bajaya 

Are chamgadad ko khane wale, or kitna virus failayga, are tere papo ke bojhe se kitno ko rulayga

Shishu mutra ke uble ande janmo se tu khata hai, bachche paida karke karke tu dambh unhi ka gata hai.

.

Pakistan ko sah dekar tu, chcadma bhediya kahlaya
Tere poshit antakvad ka zahar Kashmir 
Nigalwaya.



Teri har nadani ko sansar ne nazar andaz kiya
Kyuki Tere nirmit mal saste me aayat kiya.

Anerika ne tum par jhatke me prahar kiya
Teriff bada badakar aisa trade war kiya.


Bharat ma k mastak dragon ne teer chalya hai, sarhad ka man na rakhke meelo andar ghus aaya hai

Har fauji had hindustani dambha tumhara toteda.
Sarhad par peeche dauda dada k chedega.

Tere samano ki holi jalaynge, tera boycott karke tuhjko sabak sikhlayenge

Jheel hamari, ghati jo hamari, hum tere atikraman hatwaye.
Jo mana tu hum 20 ke badle 43 girayenge
20 I badle 43 girange.



No comments:

Post a Comment